VIEW FULL VERSION: Link
Title: saawan ka mausam
Category: happy
Blog Entry: Saawan ka mausam tha, Poonam ki raat thi, Mein uske paas tha, Woh mere karib thi phir woh mere paas aayi, Aur thodi si ghabraayi, Jab meine uska haath pakara, To woh thori si sharmaayi Usne kaha aaj hum Aise bandhan me bandh jaaye, Jise duniya ki, Koi taakat na tor paaye, Meri khushi ka andaaza, Lagana mushkil tha, Par iske aage jo hua, Woh batana bhi mushkil hai Usne mera haath, Haatho me lekar kaha, Yeh to janam janmo, Ka bandhan hai Phir mujhe yaad aaya, Woh Saawan ka mausam, Woh poonam ki raat, Yeh to Raksha Bandhan hai!