VIEW FULL VERSION: Link
Subject: Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey
Content: Kaisay kahoon k apna bana lou mujheybahoun mein apni sama lou mujheyBin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahinTum aa ker mujhi say chura lou mujheyZindagi tou woh hai sang tumharey jo guzreyDunya kay gamoun say ab chura lou mujheyMeri sab say gehri khuwahish hou pooriTum agar pass apnay bula lou mujheyYeh kaisa nasha hai jou behka raha haiTumhari hoon mein tou, sambhalo mujheyNajanay phir kaisay guzrey gi zindaganiAgar apnay dil say kabhi tum nikalo mujhey!********************